People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 25 *

Kehte Hai Ki Yeh Duniya
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
kahte hain ki ye duniya hain, bazaar vafa ka
dekha na magar koi, kharidar vafa ka
duniya se kya kare vafa
vafa ke badle mile jafa
duniya se kya kare vafa
vafa ke badle mile jafa
dekhi jamane teri ada

de ke dil dekha, pyar hain dhokha
pyar ka dhokha koi khaye na
ho jite ji mar jaye na
karke mohabbat hamne ye samjha
koi ye rog lagaye na
o apna aap gavaye na
gam se hain dil bhara hua
jakhme jigar bhi hara huaa
dekhi jamane teri ada
duniya se kya kare vafa
vafa ke badle mile jafa
dekhi jamane teri ada

ankhiya na milti, kaliya na khilti
khil ke na baag ujadte
ho mil ke dil na bichhadte
karti jo duniya kadar vafa ki
ban ke na khel bigadte
ho ban ke na khel bigadte
kahta dil jala hua
pyar me kiska bhala hua
kahta dil jala hua
pyar me kiska bhala hua
dekhi jamane teri ada
duniya se kya kare vafa
vafa ke badle mile jafa
dekhi jamane teri ada
Meri Dam Bhar Na
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
meri dam bhar na papan aankh lagi
mai to raja ji sagri rain jagi
meri dam bhar na papan aankh lagi
mai to raja ji sagri rain jagi

kab tare jage kab tare bujhe
kab tare jage kab tare bujhe
tum aaye na sare ke sare bujhe
kaisi kaisi haay
kaisi kaisi karejwaa maar lagi
mai to raja ji sagri rain jagi
meri dam bhar na
meri dam bhar na papan aankh lagi
mai to raja ji sagri rain jagi

sari dunia to nindiya me soti rahi
mai to shabnam ke sang sang roti rahi
sari dunia to nindiya me soti rahi
mai to shabnam ke sang sang roti rahi
meri ankhiyan se haye
meri ankhiyan se aasuwan dhar lagi
mai to raja ji sagri rain jagi

sej phulo ki piya bin nagan bani
bairi chanda chandaniya sautan bani
sej phulo ki piya bin nagan bani
bairi chanda chandaniya sautan bani
thandi thandi haay
thandi thandi hawa angaar lagi
mai to raja ji sagri rain jagi
meri dam bhar na
meri dam bhar na papan aankh lagi
mai to raja ji sagri rain jagi
Shabib Hi Shabib Hai
Singer: Asha Bhosle
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
shabab hi shabab hai ye rat lajwab hai
husn hai hizab me ishk pe nakab hai

idhar udhar yaha waha hai mastiyo ke karwa
mastiyo ke karwa
umad rahi hai badaliya chamak rahi hai bijliya
chamak rahi hai bijliya
najar najar sawal hai najar najar jawab hai
shabab hi shabab hai ye rat lajwab hai
husn hai hizab me ishk pe nakab hai

kadam kadam pe hai nasha
kisi ko kuch nahi pata kisi ko kuch nahi pata
wo kon tha kidhar gaya
abhi abhi jo pas tha abhi abhi jo pas tha
ajeeb si ye nind hai ajeeb sa ye khwab hai
shabab hi shabab hai ye rat lajwab hai
husn hai hizab me ishk pe nakab hai

koi kisi pe mar mita koi kisi ka ho gaya
koi kisi ka ho gaya
hai ishk ki muwane jo pa gaya so kho gaya
jo pa gaya so kho gaya
hisab ki na puchiye ye bat behisab hai
shabab hi shabab hai ye rat lajwab hai
husn hai hizab me ishk pe nakab hai
Gora Bhi Achha
Singer: Geeta Dutt
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
gora bhi acha kala bhi acha
gora bhi acha kala bhi acha
acha magar dilwala chahe
gora chahe kala hai
gora bhi acha kala bhi acha
acha magar dilwala chahe
gora chahe kala hai
gora bhi acha kala bhi acha

aankh jawani ki chupke se lad gayi
aankh jawani ki chupke se lad gayi
chupke se lad gayi
gore ko chhod ke kale pe pad gayi
gore ko chhod ke kale pe pad gayi
dil me shama gaya kala kala kala
gora bhi acha kala bhi acha
acha magar dilwala chahe
gora chahe kala hai
gora bhi acha kala bhi acha

kab se jalim hai wo lutera
kab se jalim hai wo lutera pyar se lute jo dil mera
pyar se lute jo dil mera dil mera
hai koi aisa dilwala kala kala kala kala
gora bhi acha kala bhi acha
acha magar dilwala chahe
gora chahe kala hai
gora bhi acha kala bhi acha

waqt hai thoda bat bahut hai
bat bahut hai waqt hai thoda bat bahut hai
bhag chalo to rat bahut hai
bhag chalo to rat bahut hai
dal me hai ji kuch kala kala kala kala
gora bhi acha kala bhi acha
acha magar dilwala chahe
gora chahe kala hai
gora bhi acha kala bhi acha
Haath Seene Pe rakhe
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
kya kaha ustajo ne
are haath sine par jo rakhkhe
aur thandi sans le
hay haath sine par jo rakhkhe
aur thandi sans le
husn vaale chij kya hai
udti chidiya fans le
Ye Dard Mohabbat Ka
Singer: Geeta Dutt
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
do ghadi sath tere dil mera abad raha
aur fir ek yad kuch na mujhe yad raha
ye dard mohabbat ka dam bhar na sambhalne de
karwat na badalne de ye dard mohabbat ka

dekha ke lagi dil ki bujhti nahi rone se
fir ponch liye aansu jalti hai to jalne se
dam bhar na sambhalne de karwat na badalne de
ye dard mohabbat ka

rah rah ke machalte hai arman mere dil ke
kahti hai majburi mat niyat machalne de
dam bhar na sambhalne de karwat na badalne de
ye dard mohabbat ka

jab ruth gaye humse din rat mohabbat ke
fir peed judai ki chalti hai to chalne de
dam bhar na sambhalne de karwat na badalne de
ye dard mohabbat ka
Sabko MUbarak Ho
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
sabko mubarak ho naya saal
sabko mubarak ho naya saal

sabko mubarak naya saal
sabko mubarak naya saal
naya saal ye naya saal ye
naya saal ye naya saal
sabko mubarak naya saal

saal purana hua afsana
saal purana hua afsana
chhodo bhi ye gussa
nayi bahare nayi jawani
naye saal ka hissa
saal purana hua afsana
chhodo bhi ye gussa
nayi bahare nayi jawani
naye saal ka hissa
gaya december jane do
aayi january aane do
gaya december jane do
aayi january aane do
dil se dil takrane do
takrane do takrane do hai naya saal
sabko mubarak naya saal
sabko mubarak naya saal
naya saal ye naya saal ye
naya saal ye naya saal
sabko mubarak naya saal

jane wale pass aa
aane wale aa ja
jane wale pass aa
aane wale aa ja
leke khushiyo ke jaam tujhe sabka salam
leke khushiyo ke jaam tujhe sabka salam
karo ji hanste hanste
aane wale saal ko namaste
karo ji hanste hanste
aane wale saal ko namaste
gaya december jane do
aayi january aane do
gaya december jane do
aayi january aane do
dil se dil takrane do
takrane do takrane do hai naya saal

sabko mubarak naya saal
sabko mubarak naya saal
naya saal ye naya saal ye
naya saal ye naya saal
naya saal ye naya saal ye
naya saal ye naya saal
Meri Jaan O Meri Jaan
Singer: Asha Bhosle
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bibi-Aur-Golam/Meri-Jaan-O-Meri-Jaan/QwofZwJvYAA
Video:
meri jan o meri jan acha nahi itna sitam
meri jan o meri jan acha nahi itna sitam
mujhe na ched sanam, mujhe na ched sanam
hay mujhe na ched sanam, mar gayi mai teri kasam
meri jan o meri jan
meri jan o meri jan acha nahi itna sitam

meri aankhe nahi masti ke ye maykhane hai
inme chhalke huye kuch pyar ke paymane hai
meri aankhe nahi masti ke ye maykhane hai
inme chhalke huye kuch pyar ke paymane hai
hosh ka naam na le dekh ilzam na le
hosh ka naam na le dekh ilzam na le
aa meri aankho se pi hath me jam na le
aaj ji bhar ke mohabbat me bahakne de kadam
meri jan o meri jan
na na na o meri jan acha nahi itna sitam

bekhudi ne tujhe mastana bana dala hai
mujhko bhi pyar ne diwana bana dala hai
bekhudi ne tujhe mastana bana dala hai
mujhko bhi pyar ne diwana bana dala hai
tu hai madhosh udhar mai hu betab idhar
tu hai madhosh udhar mai hu betab idhar
na mujhe apna pata, na tujhe apni khabar
jindagi bhar ye mohabbat ka nasha hoga na kam
meri jan o meri jan
na na na o meri jan acha nahi itna sitam
mujhe na ched sanam, mujhe na ched sanam
hay mujhe na ched sanam, mar gayi mai teri kasam
meri jan o meri jan acha nahi itna sitam
meri jan
Koi Dur Se Awaaz De
Singer: Geeta Dutt
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Video:
koi dur se aawaz de chale aao chale aao
chale aao chale aao
koi dur se aawaz de chale aao chale aao

rat rat bhar intzar dil dard se bekarar hai
rat rat bhar intzar dil dard se bekarar hai
sajan itna to na tadpa chale aao chale aao
chale aao
koi dur se aawaz de chale aao chale aao
chale aao chale aao
Meri Baat Rahi
Singer: Asha Bhosle
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bibi-Aur-Golam/Meri-Baat-Rahi-Meri-Man-Men/JgsIQEReUGA
Video:
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me
mere sapane adhure huye nahi pure, aag lagi jivan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me

o rasiya mann basiya, nas nas me ho tum hi samaaye
mere naina kare baina, mera dard na tum sun paaye
jiya mora pyaasa raha saawan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me

kuchh kehte, kuchh sunte kyon chale gaye dil ko masal ke
meri duniya huyi suni, buja aas kaa dipak jal ke
chhaaya re andhera meri akhiyan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me

tum aao ke na aao, piya yaad tumhaari mere sang hain
tumhe kaise yeh bataau, mere prit kaa niraala ik rang hain
laga ho yeh neha jaise bachapan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me
mere sapane adhure huye nahi pure, aag lagi jivan me
meri baat rahi mere mann me, kuchh kah na saki uljhan me
meri baat rahi mere mann me
Piya Aiso Jiya Mein
Singer: Geeta Dutt
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bibi-Aur-Golam/Piya-Aiso-Jiya-Men-Samaya-Gayo/RAAmRU1UY
Video:
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
har aahat pe samajhi wo aay gayo re
har aahat pe samajhi wo aay gayo re
zat ghughant me mukhda chhupa baithi
piyaa aiso jiyaa me samaay gayo re

more angana me jab purawaiya chali
more dwaare ki khul gayi kiwadiya
more angana me jab purawaiya chali
more dwaare ki khul gayi kiwadiya
o baiya dwaare ki khul gayi kiwadiyaa
maine jaana ke aa gaye saawariya more
maine jaana ke aa gaye saawariya more
zat fulan ki sajiya pe jaa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re

maine sindur se maang apni bhari
rup saiya ke kaaran sajaaya
maine sindur se maang apni bhari
rup saiya ke kaaran sajaaya
o maine saiyaa ke kaaran sajaayaa
is dar se ke pi ki najar naa lage
is dar se ke pi ki najar naa lage
zat nainan me kajra laga baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
har aahat pe samajhi wo aay gayo re
zat ghughant me mukhda chhupa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
Saqiya Aaj Mujhe
Singer: Asha Bhosle
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Video:
saaqiya, saaqiya
saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi
nind nahi aayegi
saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
aankho-aankho me yun hi raat guzar jaayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
aankho-aankho me yun hi raat guzar jaayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
suna hai teri mahfil me rat jaga hai

saaqi hai aur shaam bhi, ulfat kaa jaam bhi
taqadir hai usi ki, jo le inse kaam bhi
rang-e-mahfil hai raat bhar ke liye
rang-e-mahfil hai raat bhar ke liye
sochna kya abhi sahar ke liye
sochna kya abhi sahar ke liye
rang-e-mahfil hai raat bhar ke liye
sochna kya abhi sahar ke liye
tera jalwa ho teri surat ho
aur kya chaahiye nazar ke liye
aur kya chaahiye nazar ke liye
aaj surat teri beparda nazar aayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
suna hai teri mahfil me rat jaga hai

mohbbat me jo mit jata hai wo kuch kah nahi sakta
ye wo kucha hai jisme dil salaamat rah nahi sakta
kiski duniya yahaan tabaah nahi
kiski duniya yahaan tabaah nahi
kaun hai jiske lab pe aah nahi
kaun hai jiske lab pe aah nahi
kiski duniya yahaan tabaah nahi
kaun hai jiske lab pe aah nahi
husn par dil zarur aayegaa
isse bachne ki koi raah nahi
isse bachne ki koi raah nahi
zindagi aaj nazar milte hi lut jaayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi
aankho-aankho me yun hi raat guzar jaayegi
sunaa hai teri mahfil me rat jaga hai
sunaa hai teri mahfil me rat jaga hai
Bhanwara Bada Nadan Hai
Singer: Asha Bhosle
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bibi-Aur-Golam/Bhanwara-Bada-Nadan/FzgHYxljYUM
Video:
bhawra bada nadan hay, bagiyan ka mehman hay
phir bhi jaane na, jaane na, jaane na kaliyan ki muskan hay
bhawra bada nadan hay, bagiyan ka mehman hay
phir bhi jaane na, jaane na, jaane na kaliyan ki muskan hay
bhawra bada nadan

kabhi ud jaaye kabhi mandaraaye, bhed jiya ke khole na
kabhi ud jaaye kabhi mandaraaye, bhed jiya ke khole na
saamane aaye naina milaaye, mukh dekhe kuchh bole na
vo mukh dekhe kuchh bole na
bhawra bada nadan hay

aakhiyo me rachke chale bach bachke, jaise ho koyi begana
aakhiyo me rachke chale bach bachke, jaise ho koyi begana
rahe sang dil ke mile nahi milke, banke rahe woh anjana
ho banke rahe woh anjana
bhawra bada nadan hay

koyi jab roke koyi jab toke, gungun karta bhaage re
koyi jab roke koyi jab toke, gungun karta bhaage re
na kuchh puchhe na kuchh bujhe, kaisa anaadi laage re
vo kaisa anaadi laage re
bhawra bada nadan hay, bagiyan ka mehman hay
phir bhi jaane na, jaane na, jaane na kaliyan ki muskan hay
bhawra bada
Na Jao Saiyan
Singer: Geeta Dutt
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bibi-Aur-Golam/Na-Jao-Saiyan-Chhuda-Ke-Baiyan/KhgRYTtRY
Video:
n jaao saiyyaa, chhudaa ke baiyyaa
kasam tumhaaree main ro padoongee
machal rahaa hain suhaag meraa
jo tum naa honge, to kyaa karungee

ye bikharee julfe, ye khilataa gajaraa
ye mahakee chunaree, ye man kee madeeraa
ye sab tumhaare liye hain pareetam
mai aaj tum ko naa jaane doongee, jaane naa doongee

mai tumharee daasee, janam kee pyaasee
tum hee ho meraa singaar pareetam
tumhaare rasate kee dhool le kar
mai maang apanee sadaa bharungee, sadaa bharungee

jo muz se aakhiyaan churaa rahe ho
to meree itanee arja bhee sun lo
tumhaare charanon mein aa gayee hoo
yahee jioongee, yahee marungee, yahee marungee
Mujhe Tarke Taluk Ke Liye
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
sakune dil ke khatir or dil

jamane ke chalan or teri najro ko me ab samjha
jo zitna dab ke milta hai wohi thukraya jata hai
jo zitna dab ke milta hai wohi thukraya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai

mujhe itna bata de aaj mere mohtro sathi
bahk jata hu main khud ya mujhe bahkaya jata hai
bahk jata hu main khud ya mujhe bahkaya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai

ek baat kahu tumse mujhe apna bana lo
barbad na ho jaye kahi dil ko bacha lo
ye sagro mina mere aage se hata lo
mere liye en aakho ke paimane bahut hai
paimane bahut hai
mahfil me tere husan ke diwane bahut hai
diwane bahut hai

wo dard mila hai mujhe aaram nhi hai
din raat tadpne ke siwa kaam nhi hai
bas teri juba par hi mera naam nhi hai
duniya ki juba par mere afsane bahut hai
afsane bahut hai
duniya ki juba par mere afsane bahut hai
afsane bahut hai
mahfil me tere husn ke diwane bahut hai
diwane bahut hai diwane bahut hai
Har Dukhra Sehne Wali
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
har dukhda sahne wali muh se na kuch kahne wali
har dukhda sahne wali muh se na kuch kahne wali
tyag or sewa me jo dunia se nyari hai
tyag or sewa me jo dunia se nyari hai
dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
bharat ki nari hai bharat ki nari hai

ghar ki laz ko dharm jo samjhe karam kare sukhkari
angaro me kud pade jo samjh us phulwari
ghar ki laz ko dharm jo samjhe karam kare sukhkari
angaro me kud pade jo samjh us phulwari
har aasu pine wali hotho ko sine wali
mar mar kar jine wali aisi nari hai
mar mar kar jine wali aisi nari hai
dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
bharat ki nari hai bharat ki nari hai

ganga si niram hai jiski jamuna jaisi kaya
aisi devi apne sar par lele dosh paraya
ganga si niram hai jiski jamuna jaisi kaya
aisi devi apne sar par lele dosh paraya
kurbani karne wali has has kar marne wali
jiske balidano ke aage dunia hari hai
jiske balidano ke aage dunia hari hai
dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
bharat ki nari hai bharat ki nari hai

har dukhda sahne wali muh se na kuch kahne wali
tyag or sewa me jo dunia se nyari hai
tyag or sewa me jo dunia se nyari hai
dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
bharat ki nari hai bharat ki nari hai
Cham Cham Chale O Maa
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
jiska beta rajkumar uske ghar me sada bahar
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
jiska beta rajkumar uske ghar me sada bahar
cham cham cham cham chale o maa
dunia se na daro ho maa

rang birange badlo ki palki sajaunga
palki me pyari mayya tujho bithaunga
chote chote kandho pe w opalki uthaunga
jod pakad pakad pakad ke dur tujhe le jaunga
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
jiska beta rajkumar uske ghar me sada bahar
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa

gore gore chand ki mai palki sajaungi
palki me munne teri dulhaniya bithaungi
bahu ghar laungi ma isas ban jaungi
hukm chalake aanhk dikhake bahu pe rob jamaungi
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
jiska beta rajkumar uske ghar me sada bahar
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa

mai to mayya kabhi nahi byah rahaunga
sas bahu ke jhagde me nahi aaunga
isko manuga ya usko manaunga
kan pakadta nak ragadta kuwara hi mar jaunga
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
jiska beta rajkumar uske ghar me sada bahar
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
Banke Suhagan Rahi Abhagan
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
ban ke suhagan rahi abhagan
ruth gayi taqdeer meri
ruth gayi taqdeer meri
ban ke suhagan rahi abhagan
ruth gayi taqdeer meri
ruth gayi taqdeer meri
apni hi taqdeer ke aage
chal na saki tadbeer meri
ruth gayi taqdeer meri

aane ko toh aayi bahare, lekin main barbaad huyi
baste baste ujad gayi main, ye kaisi bedaad huyi
aane ko toh aayi bahare, lekin main barbaad huyi
baste baste ujad gayi main, ye kaisi bedaad huyi
bante bante bigad gayi hain, sapno ki tasveer meri
ruth gayi taqdeer meri
ban ke suhagan rahi abhagan
ruth gayi taqdeer meri
ruth gayi taqdeer meri

manjil tak pahunche toh, manjil aur bhi mujhse dur huyi
hanste hanste meri kismat, rone pe majbur huyi
manjil tak pahunche toh, manjil aur bhi mujhse dur huyi
hanste hanste meri kismat, rone pe majbur huyi
aaj zamana hua begana, koyi na samjhe peer meri
ruth gayi taqdeer meri
ban ke suhagan rahi abhagan
ruth gayi taqdeer meri
ruth gayi taqdeer meri
apni hi taqdeer ke aage
chal na saki tadbeer meri
ruth gayi taqdeer meri
Rut Aaye Rut Jaye
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
rut aaye rut jaye rut aaye rut jaye
duniya rang badlti hai duniya rang badlti hai
takdir na badli jaye
rut aaye rut jaye rut aaye rut jaye

bhar aayi chaman ki har kali
khil khil ke muskai
bhar aayi chaman ki har kali
khil khil ke muskai
nyi dale kre atke nirale ki angdhayi
magar mere nsibo ki kali rhti hai murjhai
esko kon khilaye
rut aaye rut jayerut aaye rut jaye

barkha ki rut aayi jum ke rim zim rim zim barse
jhirmir jhirmir pade fuaare megh bhare ambar se
rim zim rim zim barse magar pyase neyan mere
rhe sawan me bhi tarse ese pyas ko kon bhujaye
rut aaye rut jaye rut aaye rut jaye

jag mag jag mag ayi diwali ghar ghar hua ujala re
jag mag jag mag ayi diwali
jag mag jag mag ayi diwali
ghar ghar hua ujala re
chham chham lashmi aayi
chham chham lashmi aayi pahne deepak mala re
ghar ghar huaa ujala re magar mere bujhe dil ka
sada sansar kala re es jyot ko kon jgaye
rut aaye rut jaye rut aaye rut jaye
Billi Bajaaye Baja
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
nahin
mujhe tumhaare khilaune nahin khelne hai
atkan matkan dahi chatokan
thook de gussa, thook de gussa
kadwi kadwi baat pilaana
maiyya se nahin gaal phulaanaa
tu mera beta, main teri maiyya
hanste hanste kishan kanhaiyya

billi bajaaye baajaa, gaaye chuhiyon kaa raajaa
naache bandariyaa lehangaa daal ke
billi bajaaye baajaa, gaaye chuhiyon kaa raajaa
naache bandariyaa lehangaa daal ke
totaa nachaaye mainaa, seeti bajaaye mainaa
nakhre dikhaaye re kamaal ke
billi bajaaye baajaa, gaaye chuhiyon kaa raajaa
naache bandariyaa lehangaa daal ke

pahle dhamkaaya kaahe kaan marod ke
badi aayi mujhko manane ab daud ke
pahle dhamkaayaa kaahe kaan marod ke
badi aayi mujhko manane ab daud ke
teri meri meri teri aaj se hai katt hatt
main bhi hoon gusse waalaa
kar doon gadbad ghotaalaa
haath uthaanaa ji sambhaal ke
billi bajaaye baajaa, gaaye chuhiyon kaa raajaa
naache bandariyaa lehangaa daal ke

pyaar ki hai maar betaa, tu nahin jaantaa
maiyya ka kahaa koi, buraa nahin maantaa
pyaar ki hai maar betaa, tu nahin jaantaa
maiyya ka kahaa koi, buraa nahin maantaa
aajaa aajaa mere raajaa, god me tu jhatpat
choomoongi gaal tore, chandaa ke gore gore
jaaungi sadke apne laal ke
billi bajaaye baajaa, gaaye chuhiyon kaa raajaa
naache bandariyaa lehangaa daal ke
totaa nachaaye mainaa, seeti bajaaye mainaa
nakhre dikhaaye re kamaal ke
Soja Dukhiyare
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
so ja dukhiyare dukhiya ke pyare
dukh tera koi jane na
so ja dukhiyare dukhiya ke pyare
dukh tera koi jane na
chup ho ja re ab na rula re

tu hi hai es dukhiya ka dhan
tu hi hai mere sukh ka chaman
naino ki jyoti mamta ka moti
meiya ka dil na dukha re
chup ho ja re ab na rula re
so ja dukhiyare dukhiya ke pyare

jiwan me aaya tufan jiwan me aaya tufan
ruth gaya ham se bhgwan
kismat ne ghera chaya andera
jiye ham kis ke sahare
so ja dukhiyare dukhiya ke pyare
dukh tera koi jane na
chup ho ja re ab na rula re
chup ho ja re ab na rula re
Daiya Kasam Sharam
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Gulzar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rahgir/Daiya-Kasam-Sharam-Sharam-Laage/PCIkVhVcBlw
Video:
daiya kasam sharam sharam laage sakhi
daiya kasam sharam sharam laage
bada besharam balam bada besharam balam
jora jori gale laage
daiya kasam sharam sharam laage sakhi
daiya kasam sharam sharam laage
bada besharam balam bada besharam balam
jora jori gale laage
daiya kasam sharam sharam laage

roj nujkkad pe mile siti bajaye
dur se chudi kabhi gajara dikhaye
hay daiya daiya re hay daiya daiya re
chhat pe jaaun to muha dhup me baithaye
shisha chamkaye mujhe paas bulaye
chhat pe jaaun to muha dhup me baithaye
shisha chamkaye mujhe paas bulaye
jaan chhode na balam hay jaan chhode na balam
jora jori gale laage
daiya kasam sharam sharam laage sakhi
daiya kasam sharam sharam laage

choli chhode to balam chunari se pakade
haath khichun to muha furti se pakade
hay daiya daiya re hay daiya daiya re
khet se gujrun kabhi hay jo akele
jhat aa jaaye muha furti se pakade
khet se gujrun kabhi hay jo akele
jhat aa jaaye muha furti se pakade
baat maane na balam baat maane na balam
jora jori gale laage
daiya kasam sharam sharam laage sakhi
daiya kasam sharam sharam laage
bada besharam balam bada besharam balam
jora jori gale laage
daiya kasam sharam sharam, sharam sharam laage
Bairi Anchar Pag Pag
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Gulzar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rahgir/Bairi-Anchal-Pag-Pag-Oorse-Humar/Gj8SaEF2Y3A
Video:
bairi aachar
bairi aachar pag pag uljhe hamar
tanik ungdi pakad lo sawariya hamar
bairi aachar pag pag uljhe hamar
tanik ungdi pakad lo sawariya hamar
bairi aachar

tere piche mai ghunghat giraye ke chalu
mathe sinduri bindiya sajaye ke chalu
tere piche mai ghunghat giraye ke chalu
mathe sinduri bindiya sajaye ke chalu
aankh chuke to harjaai ud jaye
aankh chuke to harjaai ud jaye
chhod ke mera solha singar
bairi aachar
bairi aachar pag pag uljhe hamar
tanik ungdi pakad lo sawariya hamar
bairi aachar

kabhi mithi gulabiya ko tarsaye tu
kabhi champa ki dali pe bhawraye tu
kabhi mithi gulabiya ko tarsaye tu
kabhi champa ki dali pe bhawraye tu
kitni kaliyo pe jayega tu haye re
kitni kaliyo pe jayega tu haye re
mere bhawre ki kaliya hazar
bairi aachar
bairi aachar pag pag uljhe hamar
tanik ungdi pakad lo sawariya hamar
bairi aachar pag pag uljhe hamar
tanik ungdi pakad lo sawariya hamar
bairi aachar
Mitwa Re Bhool Gaye
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Gulzar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rahgir/Mitwa-Re-Bhool-Gaye-The-Rahen/RQ4KdBgBBnU
Video:
mitwa re bhul gaye the rahe mitwa
mitwa re bhul gaye the rahe mitwa
ek musafir lakho raste
ek musafir lakho raste
jane kaha thi teri rahe
mitwa re bhul gaye the rahe mitwa

lambe sune virano me kitni bar ruke dilwale
dhup me dekhi chav ki chote dhup me dekhi chav ki chote
chav me dekhe dhup ke chale hotho par hi rok li hamne
hotho par hi rok li hamne ek hasi me sari aahe
mitwa re bhul gaye the rahe mitwa

ek se ek juda tha rahi pas the sare sang na koi
sab rango ke dekhe chehre sab rango ke dekhe chehre
un aankho ka rang na koi jin baho me nind aa jaye
jin baho me nind aa jaye dhund rahe the wohi bahe
mitwa re bhul gaye the rahe mitwa
mitwa re bhul gaye the rahe mitwa
Do Do Pankh Laga Ke
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Gulzar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rahgir/Aa-Do-Do-Pankh-Laga-Ke-Panchhi-Banenge/FTdbWCB8BAE
Video:
do do pankh laga ke
panchi banenge do do pankh laga ke
neele gagan le udte udte chanda chhu kar aayenge
chhu kar aayenge chanda do do pankh laga ke
panchi banenge do do pankh laga ke

aam churaye kuku gaye koyal koyal khele
chupke chupke jakar maa ke hath se roti lele
aam churaye kuku gaye koyal koyal khele
chupke chupke jakar maa ke hath se roti lele
maa pakde to furr se ud kar dur se shor machayenge
hum shor machayenge do do pankh laga ke
panchi banenge do do pankh laga ke

pankh lagaye udte ude raj mahal me jaye
singasan se chupke chupke taj pahan kar aaye
pankh lagaye udte ude raj mahal me jaye
singasan se chupke chupke taj pahan kar aaye
raja ji ki maa ghabraye pahchane jab munna
ha ha mauj udayenge do do pankh lagake
panchi banenge do do pankh laga ke

maa ki god me lori sunke mich le dono aankho
maa soche jab so gaya munna sapne me ud bhage
maa ki god me lori sunke mich le dono aankho
maa soche jab so gaya munna sapne me ud bhage
jaldi jaldi jakar hum phir suraj ko le aayenge
hum suraj layenge do do pankh lagake
panchi banenge do do pankh laga ke